TUMSE NAFRAT POETRY - Abhash Jha | Hindi Poetry

TUMSE NAFRAT POETRY - Abhash Jha | Hindi Poetry | Poetryhit.com
TUMSE NAFRAT POETRY - Abhash Jha | Hindi Poetry | Poetryhit.com

Tumse Nafrat (तुमसे नफरत) Poetry Lyrics by Abhash Jha: This Hindi Spoken Word Poetry Recited by him. While Tumse Nafrat Hindi Poetry written by Abhash Jha. It's released by Abhash Jha YouTube Channel. (Please Show Your Love on our YouTube Channel PoetryHit)

Original Poetry Credits:
Poetry Title: Tumse Nafrat (तुमसे नफरत)
Recited By: Abhash Jha
Written: Abhash Jha
Poetry Language: Hindi
Poetry Label: Abhash Jha

Recreate Poetry Credits:
Poetry Title: Tumse Nafrat
Recited By: Abhash Jha
Written: Abhash Jha
Video Edit By: Jogi
Poetry Language: Hindi
Poetry Label: PoetryHit

Tumse Nafrat Poetry Lyrics

Kabhi Koi
Udta Udta Khayal
Tumhe Meri Taraf
Le Jaata Hai..?

Kabhi Tumhe
Tumhare Sapne Mein
Mera Chehra
Nazar Aata Hai..?

Kya Tum Bhi
Ruk Jaati Ho
Ek Pal Ke Liye..?

Meri Tasveer Agar
Kabhi Dekhti Ho...

Kya Tumhara Bhi
Mann Karta Hai
Baat Karne Ka..?

Ya Meri Tarah Hi
Darti Ho..?

Kya Uska Jawaab
Mila Tumhe..?

Ki Mujhse Naata
Kyun Tumne Toda Tha
Ab Dard Tumhe Bhi
Zyaada Hua Na..?

Jo Tumne Kaha
Ki Thoda Tha...

Puraani Baatein
Dohra Ke Kabhi
Kya Aankhein
Tumhari Bharti Hain..?

Mere Dil Mein Tum
Maujood Aaj Bhi Ho...

Kya Meri Jagah
Tum Mein Basti Hai..?

Main Thak Gaya Hoon
Tumhe Yaad Kar Kar Ke...

Jo Yaad Nahi Tha
Woh Bhi Yaad Aa Gaya...

Tumse Nafrat Ab Tak
Ho Jaani Chahiye Thi...

Par Kya Karu
Phir Se Pyaar Aa Gaya...

Tumhe Yaad Karke
Tum Pe Pyaar Aa Gaya...

Written By: Abhash Jha

Tumse Nafrat Poetry | Hindi Spoken Word Poetry Lyrics


This is the end of Tumse Nafrat (तुमसे नफरत) Poetry Lyrics. If you find any mistake in poetry Like TUMSE NAFRAT POETRY - Abhash Jha | Hindi Poetry. Please contact us and send correct poetry.

If You Want To Publish Your Poetry On This Site Please Feel Free To Contact Us. Thank You for Visit Our Site.

Furthermore Latest Spoken Word Poetry Lyrics In Hindi and English then stay with PoetryHit
Previous Poetry Next Poetry