KUCH RANG PYAAR KE AISE BHI POETRY - Priya Malik | Hindi Poetry

KUCH RANG PYAAR KE AISE BHI POETRY - Priya Malik | Hindi Poetry | Poetryhit.com
KUCH RANG PYAAR KE AISE BHI POETRY - Priya Malik | Hindi Poetry | Poetryhit.com

Kuch Rang Pyaar Ke Aise Bhi (कुछ रंग प्यार के ऐसे भी) (Valentines Special Love Poetry) Poetry Lyrics by Priya Malik: This Hindi Spoken Word Poetry Performed by her. While Kuch Rang Pyaar Ke Aise Bhi Hindi Poetry written by Priya Malik. It's released by Priya Malik Poetry YouTube Channel. (Please Support Our YouTube Channel like PoetryHit)

Poetry Credits:

Poetry Title: Kuch Rang Pyaar Ke Aise Bhi
(कुछ रंग प्यार के ऐसे भी)
Performed: Priya Malik
Written: Priya Malik
Video Production: Sony TV
Poetry Language: Hindi
Poetry Label: Priya Malik Poetry {alertSuccess}

Kuch Rang Pyaar Ke Aise Bhi Poetry Lyrics


Kehte Hain
Absence Makes
The Heart Grow Fonder. . .

But Presence. . ?
Does It Make The Heart Wander. . ?

Kyun Har Month Ki
Anniversary Ab Humein
Yaad Nahi Rehti. . ?

Kyun Usse Baar-Baar Milne Ki
Ab Dil Main Fariyaad Nahi Rehti. . ?

Waqt Ke Saath-Saath Dooriyan
Kaise Badhne Lagti Hain. . ?

Nazdeekiyon Ki Roomani Shaam
Apne Aap Kaise Dhalne Lagti Hai. . ?

Kya Hotay Hai Kuch Rang Pyaar Ke Aise Bhi. . ?
Kya Hotay Hai Kuch Rang Pyaar Ke Aise Bhi. . ?

Kyun Sab Kuch Kehkar-Sunkar Bhi
Hum Unsuna Kar Diya Karte Hain. . ?

Kyun Tootte Hue Rishto Ko
Hum Khud Hee Bikharne Diya Karte Hain. . ?

Kya Rishton Ki Gehraai Sach Much Main
Pyaar Ko Dubaane Lagti Hai. . ?

Kya Daraare Satah Par Khud
Tair Kar Aane Lagti Hain. . ?

Kya Hum Iss Samandar Main
Khud Hee Doob Jaaya Karte Hain. . ?

Kya Hum Apne Hee Chehre Se
Moo Chhupaaye Phirte Hain. . ?

Kya Hotay Hai Kuch Rang Pyaar Ke Aise Bhi. . ?
Kya Hotay Hai Kuch Rang Pyaar Ke Aise Bhi. . ?

Laal Rang Tha Pyaar Ka
Neela Rang Tha Khumaar Ka
Peela Rang Tha Romance Ka
Gulaabi Rang Tha Mere Yaar Ka. . .

Lekin Ab Safed Hai Rang Uss Chuppi Ka
Jise Hum Discuss Nahi Kiya Karte. . .

Kala Hai Rang Uss Companionship Ka
Jisse Kya Hum Miss Nahi Kiya Karte. . ?

Main Poochhti Hoon Khud Se Ke
Iss Berang Si Duniya Main
Humaare Pyaar Ka Rang Toh Ab Bhi Hai Na. . ?

Jab Jab Dekhti Hoon Uss Shaqs Ko
Toh Lagta Hai Ki Uss Shaqs Main Rab
Toh Ab Bhi Hai Na. . ?

Umeed Hai. . .
Yakeen Hai. . .
Aitbaar Hai. . .

Ki. . .

Sabse Pakka Rang Hai
Hum Dono Ke Pyaar Ka. . .


Waqt Ke Saath Doori Toh Hai
Lekin Dil Toh Ab Bhi
Nazdeek Hai Na Mere Yaar Ka. . .

Jald Hee Yeh Chuppiyaan
Apne Aap Hee Guftagoo Main
Tabdeel Ho Jaayengi. . .

Jald Hee Woh Pehle Waale Pyaar Ki Feels
Ek Baar Phir Laut Kar Aayengi. . .

Tab Tak Odh Lye Hain Hum Dono Ne
Indradhanush Ke Saaton Rang. . .

Kuch Rang Pyaar Ke Aise Bhi
Jo Mittey Nahi Saat Janmo Tak. . .

Kya Hotay Hai Kuch Rang Pyaar Ke Aise Bhi. . ?

Haan. . .
Hotay Hain Kuch Rang Pyaar Ke Aise Bhi. . .

Dev Aur Sonakshi Ke Pyaar Ke Jaise Bhi. . .

Written By: Priya Malik


Kuch Rang Pyaar Ke Aise Bhi Poetry | Hindi Spoken Word Poetry Lyrics


This is Kuch Rang Pyaar Ke Aise Bhi (कुछ रंग प्यार के ऐसे भी) Poetry Lyrics. If you find any mistake in poetry Like KUCH RANG PYAAR KE AISE BHI POETRY - Priya Malik | Hindi Spoken Word Poetry. Please contact us and send correct poetry.

If You Want To Publish Your Poetry On This Site Please Feel Free To Contact Us. Thank You for Visit Our Site.

Furthermore Latest Spoken Word Poetry Lyrics In Hindi and English then stay with PoetryHit {alertInfo}
Previous Poetry Next Poetry